here we are sharing about Raqeeb 2007 Bollywood Dialogues In Hindi and shayari (रक़ीब) Anurag Singh you can share with your friends and family
Raqeeb (रक़ीब)
Release date: 18 May 2007 (India)
Director: Anurag Singh
Music director: Pritam Chakraborty
Producer: Raj Kanwar
Raqeeb Movie Dialogues By Sharman Joshi
Raqeeb 2007 Bollywood Dialogues In Hindi
- Duniya mein do cheezein infinite hai … yeh universe aur mard ka ego
Famous Dialogues from Movie – Raqeeb (2007)
- Zindagi ki sabse badi tradegy hai … kisi zinda insaan ke andar jazbaat ka mar jana
Raqeeb Movie Dialogues By Jimmy Shergill
- Idhar aa raqeeb mere tujhe main gale se laga loon … mera ishq bemazaa tha teri dushmani se pehle
Raqeeb Movie Dialogues By Tanushree Dutta
- Muntazir hoon kab se, ki itni shafaa meri aahon mein aaye … kuch dawa ho jayegi zindagi ki, maut agar teri baahon mein aaye
Raqeeb 2007 Bollywood Dialogues
- Hum jab bhi kuch hasil karte hai na … uske saath saath usse khone ka darr bhi hasil karte hai
Raqeeb 2007 Bollywood Shayari
- Hum apni kamzori ko agar kamzori samajhna chhod de … toh duniya bhi usse kamzori nahi samajhti